How to Gain Weight?
How to Gain Weight? Bohat sy log apni sehat ki wajah sy pareshan rehty hein. Kuch logo barhy huay pait ki wajah sy pareshan hein to kuch log kamzoor jisam sy pareshan hein. Bohat sy aisy log daikhny ko milty hein jin ka jisam un ko umar ky hisaab sy sehat mand nahi hota. Kamzor or laaghar jisam ky maalik log sahi tarha sy zindagi nahi guzaar sakty or khud ko doosron sy kamtar khyaal karty hein.
Kamzor jisam or pichkay huay gaal hony say insaan badnuma lagta ha or aksar logon ky mazaq ka bhi nishaana banta ha. Kamzor jism ky log bohat zyaada mehnat nahi kar paaty jis ki wajah sy zyaada tar kaam karty huay jald hee thak jaaty hein.
To Buy the Product Click here
Nabatati Akseer e Sehat Course
Apni umar ky lehaz sy kam wazan hona or kamzor jisam ka hona bohat sy logon ma aam see baat ho gai ha. Jis ki sab sy bari wajah hamari na khaalis khorak ha. Jab hmaari ghaza hee hmaari nutrition ki zaroorat ko pura nahi kar paati to phir kamzori or patla jisam ka shikar ho jana lazim ha.
Wazan kam hony ki ya kamzori ki aik or bari wajah ghaza ka poori tarha sy hazam na hona ha. Jab insaan ka maida achi tarha sy kaam na kar raha ho to khorak poori tarha hazam ho kar jisam ka hissa nahi banti jis sy badan kamzor or laaghar ho jaata ha or wazan ma izaafa nahi ho paata.
Wazan barhaany ky liye bohat sy log market sy wazan barhaany ki medicines lety hein. In medicines ko istemal karny sy waqti tor par to wazan barh jaata ha magar is ky baad ma bohat sy nuqsan hoty hein. Aksar log yeh shikaayat karty hein ky jab tak medicine use karty raho tab tak faida hota ha magar jaisy he medicine lena chor do phir pehly jesi kamzori ho jaati ha.
Do you know how to Gain Weight?
Is ki sab sy bari wajah yahi ha ky market ma majood zyaada tar medicines ya who herbal medicines jo aap mukhtalif kisam ky hakeem logo sy haasil karty hein asli or khaalis nahi hoti. Is liye yeh medicines aap o waqti tor par to faida deti ha magar mustaqil tor par aap ka wazan nahi barhaati.
Hum ny logon ky musalsal israar par yeh medicine tyaar ki ha jis ky chand roz ky istemal sy hee aap ka wazan barhna shuru ho jay ga or mustaqil tor par kamzori ka khaatma ho ga. Yeh medicine khaalis jarri bootiyon or herbal markabaat sy tyaar ki gai ha jo ky jisam ky nizaam-e-inhazaam ko behtar bnaati ha or ghaza ko hazam kar ky jisam ka hissa bnaati ha.
Jis sy aap ka wan mustaqil tor par barhta ha or koi side effect nahi hoty. Medicine ky istemal ky sath sath achi or khaalis khorak bhi aap ka wazan barhaany ma madad karti ha. Medicine ky ilawa un cheezon ko bhi apni khorak ka hissa bnaye jo ap ka wazan barhaany ma madad deti ha jesa ky doodh, kela, anda, or dry fruits.
Khana waqat par khaye or medicine regular istemal karye or kuch hee dino ma aap ka wazan barhna start ho jaye ga.
Hakeem Azhar Malik
Phone: +92 34-32172770, Whatsapp: +92 345-8881931
Email: itnmul@gmail.com
Write a Comment